 |
|
| World's First Roman Urdu Translation Quran Shareef |
| |
| Surat-Nasar 110 |
| (Sura-Nasar Madina mai Nazil hui, is mai teen (03) Aayatain hain) |
| |
110.01 Jab Allah ki madad aur fatah aajaye.
110.02 Aur tu logon ko ALLAH kay deen mai joak dar joak aata dekh lay.
110.03 To apnay Rab ki tasbeeh karney lag hamd kay sath aur uss say maghfirat ki dua maang, bey shak who bara hi toba qabol karney wala hai. |
| |
|
| |
|
| |